Chand Ka Tukda (Lyrics) - Tony Kakkar. Music and lyrics
Tony Kakkar ka naya gaana "Chand Ka Tukda". Music and lyrics bhi Tony Kakkar ne hi dya hai.
Lyrics:
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hai wo unhein pata nahi
Na samajh hai wo unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Na samajh hai wo unhein pata nahi
Na samajh hai wo unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Ghar se na niklo tum kabhi kabhi sham ko
Bhool jaayenge log dekhna chand ko
Bina shirngaar kitna chehre pe noor hai
Mehkano mein bhi nahi wo naino mein suroor hai
Naino mein suroor hai
Nahin dekhna taj mahal ab
Dekh liya tera mukhda
Na samajh hai wo unhein pata nahi
Na samajh hai wo unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Sooraj ki laali teri honthon pe rahti hai
Nadiyan deewani tere ashkon se behti hai
Sangmarmar sa badan
Khuda ne taraasha hai
Samandar bhi pyaasa hai
Shirngaar ki nahi zaroorat
kitna sundar mukhda
Na samajh hai wo unhein pata nahi
Na samajh hai wo unhein pata nahi
Ke chand tumhara hai tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Song: Chand Ka Tukda
Singer: Tony Kakkar
Lyrics: Tony Kakkar
Music: Tony Kakkar
Comments
Post a Comment